Ye kaisa mazaak hai tujhse tutke judne ke liye musalsal zakhm bharne ke liye, tere paas aane ka hisaab hai? Rukh quadrat ka mudh gaya chand ka noor ba-dastoor mulayam thodi zyada dhoop, tujhse dur jana tha par main tujh hi se judh gaya. Tere ishq mien shayad mera naam kahin kho gaya zindagi ka ye modh toh dekh tu meri taraf chalta raha, aur mai tere intezaar mien baithe baithe so gaya. Par ay Ghalib mujhe samjha ki tera kaisa ye mazaak hai tujhse kayi dafa toot ke, tere hi paas laut aane ka hisaab hai? ____ Until next time, Love, always S
Poetry, rants, coffee, slow afternoons, sometimes art and, everything in between.